Rain-Barish Sms Jokes & Messages


Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut

Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.
Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi,
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.




barsat mein ham pani

barsat mein ham pani ban k baras jainge…
patjhar mein ham phol ban k jhar jainge…
kia hua jo aaj aap ko tang karte hain…
ek din aap ko bin bataye hi chalay jainge.